Search This Blog

Nusrat Fateh Ali Khan Biography

Nusrat Fateh Ali Khan
(Urdu/Punjabi: نصرت فتح علی خان‎; 13 October 1948 – 16 August 1997)
was a Pakistani performer, fundamentally an artist of Qawwali, the reverential music of the Sufis. Considered one of the best voices ever recorded, he had a remarkable scope of vocal abilities and could perform at an abnormal state of force for a few hours. Augmenting the 600-year old Qawwali custom of his family, Khan is generally attributed with acquainting Qawwali music with global audiences. He is prevalently known as "Shahenshah-e-Qawwali", signifying "The King of Kings of Qawwali".
Conceived in Faisalabad, Khan had his first open execution at 16 years old, at his dad's chelum. He turned into the leader of the family qawwali party in 1971. He was marked by Oriental Star Agencies, Birmingham, England, in the mid 1980s. Khan went ahead to discharge motion picture scores and collections in Europe, India, Japan, Pakistan, and the US. He occupied with coordinated efforts and examinations with Western craftsmen, turning into an outstanding world music craftsman. He visited widely, performing in more than 40 nations.
Nusrat's dad, Ustad Fateh Ali Khan, and two of his uncles, Ustad Mubarik Ali Khan and Ustad Salamat Ali Khan, were popular qawwals (professionals of qawwali) who sang in the traditional shape. In spite of the fact that Nusrat started to show an inclination for music and a specific fitness for singing before he had achieved age 10, he didn't start to give himself to the qawwali custom until he sang at his dad's burial service in 1964. After two years he gave his first open execution as a qawwal, singing with his uncles, with whom he kept on performing until 1971, when Ustad Mubarik kicked the bucket.
Qawwali started in twelfth century Persia. The verses depend on medieval Sufi ballads that regularly utilize pictures of sentimental love to express profound religious confidence. The customarily male qawwal, who knows these sonnets by heart, joins expressions and sections from various lyrics to make another expression. Qawwali exhibitions are normally held in places of worship and are set apart by energetic yelling and moving. Qawwali is comparable in soul to American gospel music.
Taking after his dad's passing, Nusrat kept on examining the recordings of his dad and uncles, utilizing them as a springboard from which to build up his own particular style. Inside only a couple of years he had set up himself all through Pakistan as the extraordinary qawwal of his era, singing capably and expressively in a high enroll (a family trademark), with striking stamina and melodic innovativeness. In show he was typically joined by tabla (a couple of single-headed drums played with the hands), harmoniums (or reed organs; little console instruments with a foot-worked roars), and sponsorship vocals.
As he developed as an entertainer, Nusrat made different changes in accordance with his style, for example, expanding the rhythm, as a way to raise qawwali to another level of stylish and profound reverberation with contemporary—and universal—gatherings of people. In 1985 he gave a show in the United Kingdom, and expression of his ability started to spread. He was soon performing consistently all through Europe. He initially visited the United States in 1989, and in the 1990s he added to the sound tracks of a few prevalent movies. Nusrat additionally worked with various globally perceived figures in well known and workmanship music. Mainstream performer Peter Gabriel advanced Nusrat on the world music circuit through his WOMAD (World of Music, Arts and Dance) celebrations and through recordings on his Real World Records mark. In the mean time, arranger Michael Brook expanded the availability of Nusrat's vocalizations by recasting them inside Western musical structures. Nusrat put stock in the comprehensiveness of the musical message and endeavored all through his vocation to make his music rise above religious and social limits. When he kicked the bucket all of a sudden in 1997, Nusrat was grieved by fans over the globe.
 Nusrat Fateh Ali Khan was born the city of Faisalabad (formerly Lyallpur), Punjab, Pakistan on 13 October 1948. His family have been musicans and singers of Qawwali for six centuries. Nusrat Fateh Ali Khan married with his first cousin, Naheed in 1979. They had one daughter, Nida. He died on 16 August 1997. nusrat fateh ali khan biography in urdu, nusrat fateh ali khan, nusrat fateh ali khan biography in hindi, film mousiqar, qawwali nusrat fateh ali khan, qawali, nusrat fateh ali khan, nusrat fateh ali khan biography.

Nusrat Fateh Ali Khan in Urdu:

Nusrat Fateh Ali Khan 13 October 1948 ko Lyallpur (Faislabad) mein janam lia.In ke Walid Fateh Ali Khan bar-e-saghir ke momtaz mousiqar the jab keh gharanah 650 saal se fun mosiqi fun mousiqi se wabistah hai. Nusrat Fateh Ali Khan ki 4 bari sister aur 1 chota brother tha. Bachpan mein Nusrat Fateh Ali Khan ka naam Pervez Khan rakha gia. Phir kisi buzurg ne in ka naam Nusrat Fateh Ali Khan rakh dia, jo buhat Mubarak sabit hua aur Nusrat ne mosiqi ke hawale se mqboolyat aur shohrat ke tamam record tor dale.

Nusrat Fateh Ali Khan ki Taleem:

Nusrat Fateh Ali Khan ke walid inhein doctor banana chahte the magar qudrat ko kuch aur manzoor tha, wohparhayi mein kamzor hi nahi, baqaidah nalaiq the. Class teacher jab bhi inhein zor dar aawaz se pukarte to yeh rona shuru kar dete doston ke israr par batate ke agar mar khane ke baad hi rona hai to aise rone se kia haisil……… ?

Nusrat Fateh Ali Khan ki Maasumyat:

Nusrat Fateh Ali Khan ka maasumyat ka aalam yeh tha keh dost inhein ghanta ghar ka mashhoor murgh pulao khilane le jate aur khood kha kar wahan se khisak jate the jabkeh bil ki adaigi ke liye Nusrat ko dhar lia jata, woh bhi kia bhale zamane tha.

Nusrat Fateh Ali Khan ki Mosiqi Taleem:

Nusrat Fateh Ali Khan ke walda in ki parhayi se mayus the aur inhein yeh bhi guman tha keh Nusrat Fateh Ali Khan ki aawaz aisi nahi keh woh bare gaik bn sakehin. Lehaza inhon ne Nusrat Fateh Ali Khan ko tble ki taleem deni shuru ki takeh guzar auqaat ho sake lekin walda ka israr raha keh inhein degar saaz bhi sikhaye jayein.
Nusrat Fateh Ali Khan ki funny taleem abhi mokammal na ho payi thi keh 1964 mein in ke walid inteqaal kar gaye. 16 salah Nusrat Fateh Ali Khan ko in ke taya Mubarak Ali Khan ne mosiqi ki taleem deni shuru ki, woh kayi kayi ghante reyaaz karate the aur 1971 mein inhein apne sath bitha kar baqaidah qawali ka silsilah bhi shuru kar dia. April 1974 mein taya bhi wafat pa gaye to Nusrat Fateh Ali Khan ne apne chacha zaad bhayi Mujahid Mubarak Ali Khan ke sath mil kar nayi qawali party banayi aur apni zindagi ke naye safar ka aaghaz kar dia. Walid aur taya ki wafat ke baad sare gharane ka bojh Nusrat Fateh Ali Khan ke natawan kandhon par par gia. Yeh woh dor tha jab inhon ne door daraz ke ilaqom mein buzurgon ke mazaron par qawali shuru ki, tange hatta keh bail gari par bath kar har choti bari mehfil mein jane lage. Nusrat Fateh Ali Khan ne rawaiti qawali mein bhi classical ka rang shamil kar dia.

Nusrat Fateh Ali Khan ki Pehli Recording:

1975 mein faisal abad ki maroof recording company Rehmat Gramophone Company ne Nusrat Fateh Ali Khan ki qawalion par mushtamil album release ki jis ne shohrat ke darwaze in par khol diye, phir cha so chal. Nusrat Fateh Ali Khan ke fun e mosiqi ne sarhadein aboor ki to London ki aik recording company ke malik Muhammad Ayub ne kaha yeh to koi ruhani aawaz hai. Bas phir kia tha, Nusrat Fateh Ali Khan ke naye album “Fi Mein Janan Jogi De Naal” ne dhoom machadi. Udhar India ke mashhoor adakar Raaj Kapoor jo Nusrat Fateh Ali Khan ke walid Fatah Ali Khan aur taya Mubarak Ali Khan ke barey maddah the inhon ne bhi Nusrat Fateh Ali Khan ko suna to adakar Muhammad Ali ke zariye inhein apne bête Rashi Kapoor ki shadi par bula lia. Nusrat Fateh Ali Khan India punche to Kapoor khandan ki mehfil e mosiqi mein wahan ki film industry ke tamam numayan chehre mojood the. Nusrat Fateh Ali Khan ke arifanah o sufyanah kalam ne inhein bhi apna dewanah bana lia. In ki shandar parformence se bharat mein mosiqi aur fun qawali mein in ke charche hone lage nobat yahan tak punhchi keh wahan ke kayi funkaron ne inhein copy karna shuru kar dia bal keh baaz ne to in ke sangeet ki thori buhat rad o badal ke sath naqali shuru kar di, baad mein Nusrat Fateh Ali Khan ne kayi hidustani filmon ka music compose kia aur geet bhi gaye.

Fateh Ali Khan ko Ameer Khusru ka Ruhani Shagird Kaha ja Skta hai:

Fateh Ali Khan ko Ameer Khusru ka ruhani shagird kaha ja skta hai, jinhon ne tblah aur sarangi jaise saz ejaad kiye Fateh Ali Khan ko inhi sazon par aboor hasil tha. Aik interview mein Fateh Ali Khan ne kaha tha “Mujhe in sazon se ruhani taskeen aur qalbi sakoon milta hai” bila shubah Fateh Ali Khan ki awaz mein mojood taqat aur shaistagi ne inhein kamal fun tak puncha dia jo inehin amar kar gia. Fateh Ali Khan khush qismat funkar the, jin ke audio, video cassette aur CD , DVD mein woh sab mehfooz hai, jise inhon ne apni zindagi mein gaya , is se aane wali naslein bhi mustafeed hoti rahein gi. Fateh Ali Khan ke Radio, TV programon ke elawa 125 se zaid audio cassette poori dunya mein suni ja rahi hai, is liye keh inhon ne mosiqi ki marwajah dagar se hat kar kaam kia. Ragon aur Ragni ko jaise chaha istemaal kia, apne har geet mein yakdam kisi raag ka alap aur phir wahin par palat aana inhi ka khasa tha. Inhon ne munfarid tarz ke sargam ga kar khood ko manwaya aur sabit kia keh Fateh Ali Khan ko har sanaf mosiqi par oboor hasil hai aaj mosiqi bhi Fateh Ali Khan par naaz karti hai.

Bharat aur Maghrabi Mamalik Mein Nusrat Fatah Ali Khan ki Sangeet: 

Bharat mein apne fun ke jhande garne ke baad Fateh Ali Khan ne Imran Khan ke Shokat Khanam Cancer Hospital ke liye Pakistan aur phir dunya bhar mein be shumar show kiye aur kabhi muawzah na lia.
Fateh Ali Khan ne Peter Gabriel's ke sath mil kar jab maghrabi o mashraqi ka haseen sangam banaya to dunya ash ash kar uthi. Saheban fun ka kehna hai keh mosiqi lasanyat ki mohtaj nahi, is ki apni zuban hai. Is ka amli sabot is waqt samne aaya, jab “Dam Mast Qlandar Mast Mast” par Europi bashinde bhi jhoomne lage. Mashraqi mosiqi ko jadeed ke sath dil aawez shakal dena…………. Nusrat Fateh Ali Khan ka mosiqi par aik bara ahsan hai. Nusrat Fateh Ali Khan ki aawaz mein aik khas qisam ki hook thi, jo dilon ko garmati aur tarpati thi. Qissah mukhtasar yeh keh Nusrat Fateh Ali Khan America se doctorate in music” ki Ezazi digree hasil ki aur wahan ki music university mein mosiqi ki taleem bhi dete rahe.
Sur aur tal ki dunya mein Nusrat Fatah Ali ne yeh moqam apni jaan jo kham mein daal kar hasil kia. Dunya janti hai keh woh arsah daraz se gurdon ke aarze mein mubtila the lekin is jan lewa bimari se larte rahe aur apne chahne walon ke liye gate rahe, bala aakhir jab woh apne gurde tabdeel karane ke liye azam America hoye to London ke aarzi qayam ne in ki zindagi ka safar tamam kar dia aur woh 16 August 1997 ko apne khaliq haqiqi se ja mile. Khuda in ke darjaat buland kare keh woh mosiqi mein buland moqam hasil karne ke bawajood bhi aik sufi the. Meri zati raye hai keh mosiqi ki dunya mein Nusrat Fateh Ali Khan kal bhi baray the, aaj bhi bare hai aur tab tak bara aadmi rahe ga, jab tak koi maan doosre Nusrat Fateh Ali Khan ko janam nahi deti. Nusrat Fateh Ali Khan ka shumar in logon mein hota hai jin ki kahani in ki mot ke baad bhi khatam nahi hoti. Is funkar gharane ki darakhshan dastan hamein ab bhi Rahat Fatah Ali Khan aur in ke cussin Rizwan Muazzam Ali Khan ki surat mein dikhayi aur sunayi de rahi hai.

ZeePDF is a site and additionally it is another universe of PDF Books. It involves books of different fields/branches in PDF outline (which is the most easy course of action for point of view on the planet) You can download any book/record to look at them you are take after delete them with in a day. If you will take a copy for untouched than it is earnestly prescribed to shop these books from the proprietor/distributer.If your prohibitive/copyrighted material has been disseminated on https://www.ZeePDF.com/and you have to oust this material, you need to pass on in made with complete information as indicated in DCMA. Any cancelation request according to strategy indicated in DCMA would be taken care of with in two working days. Whatever other technique for strategy will defer for departure of copyrighted material.If you require any book in PDF bunch you can send your requesting we will endeavor to search this book for you, additionally your vital proposition/recommendations, Comments, Grievance, for the change of this site are always welcomed. We are here to serve the gathering with most perfect PDF Books.This website is not related in any techniques with the books/reports you find here it is just mechanically collects (from different web crawlers like Google, Bing, Yahoo, et cetera.) associations disseminated by the all inclusive community or servers. Each one of the books on this site are just for educational explanation behind the understudies.Free download this Book in pdf position for disconnected perusing. You should and ought to purchase the first printed copy to give the due advantage to the essayist and distributer. Much appreciated
Here you can locate all sort of sentimental and Social Urdu Novels Written By Pakistani Famous Writers,Read Online Urdu Novels, Imran Series, English Novels And Kids Stories, Imran Series. Islami Books, Urdu NovelSimply Click on the Download Now to download pdf book free of expense Don't neglect to give your backing by giving Thankfull and Serious Comments.Click here to Download now the All Volumes of this book in PDF E-Book Formate free

No comments:

Post a Comment